O ashiqa tune kya dil diyaDil lene ke liye hi dil diyaPhoolon ki chaahat mein amrit piyaToh kya piya, o pyaseya
O jiya, tu jiya, tu jiyaAgar aise toh yaara kya jiyaO jiya, tu jiya, tu jiyaHisaabo mein yaara kya jiya
Ki sabke Khuda se bas apni duaaYe kaisi duaa ki, o jogiyaGira ke iMaan banaya mahalToh kya banaya o karigara
O jiya, tu jiya, tu jiyaAgar aise toh yaara kya jiyaO jiya, tu jiya, tu jiyaHisaabo mein yaara kya jiya
Khuda ki koi ishq ki kaheBaat koi Maa ki keh na sakeKya bole Kabira, kya Bullah kaheMaana mile toh Khuda naa mile
O jiya, tu jiya, tu jiyaAgar aise toh yaara kya jiyaO jiya, tu jiya, tu jiyaHisaabo mein yaara kya jiya
O jiya, tu jiya, tu jiyaAgar aise toh yaara kya jiyaO jiya, tu jiya, tu jiyaHisaabo mein yaara kya jiya
O…
O Maa kaise pukaarunKaise karz chukaaunTera diya, kaha bhi na jaayeTere sadke, jaan bhi meri jaayeKhwaab tere, mere dil mein dhadkeO Maa, Rab ki saari duaayein barse
Maa.. O ashiqa tune kya dil diyaDil lene ke liye hi dil diyaPhoolon ki chaahat mein amrit piyaToh kya piya, o pyaseya
Jiya, tu jiya, tu jiyaAgar aise toh yaara kya jiyaJiya, tu jiya, tu jiyaHisaabo mein yaara kya jiya